Saturday, 7 June 2014

Manzilein bhi uski thi, Raasta bhi uska tha..
Ek main akela tha, kaafila bhi uska tha..
Sath sath chalne ki, soch bhi uski thi..
Phir rasta badalne ka, faisla bhi uska tha..
Aaj kyun akela hoon? Dil sawaal karta hai..
Log to uske the par.. Kya khuda bhi uska tha???

No comments:

Post a Comment