Sunday, 1 June 2014

Naa to wo karib hai jo pyaar kiya jaye
Na hi tasveer h uski k didaar kiya jaye
Dard ye kaisa mila h uski chahat me
Naa usko kuch kaha jaaye,
Aur ab naa hi uske bin raha jaaye

No comments:

Post a Comment